Kaun Jaane Ke(Album Version) - Ashok Khosla

歌手:Ashok Khosla · 专辑:The Great Ghazals · 发行:2000-01-01
歌曲信息
歌曲名:Kaun Jaane Ke(Album Version)
歌手:Ashok Khosla
所属专辑:The Great Ghazals
发行时间:2000-01-01
介绍:《Kaun Jaane Ke(Album Version) - Ashok Khosla》Ashok Khosla & Ashok Khosla演唱的歌曲,由未知作词、未知作曲。 如果你觉得好听,欢迎分享给朋友一起看看歌词,一起支持歌手!
Kaun Jaane Ke(Album Version) - Ashok Khosla 文本歌词
Kaun Jaane Ke (Album Version) - Ashok Khosla
Written by:Zafar Gorakhpuri/Ashok Khosla
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi

Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein

Maine likha tha zarurat hain sahare ki mujhe
Do sahara jo mujhe tum to inayat hogi
Ik sahare ki tumhen bhi to zururat hogi
Karlo samil mujhe aankhon ki nigehbani mein
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Main ne likha tha mera koi nahi duniya mein
Maike aakash pe jaise koi baadal tanha
Jaise basti ke kisi mod epe pi pal tanha
Jaise murjaya hua koi kamal paani mein
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Maine likha tha magar ye mujhe malum na tha
Main tumhein rooh ki jagir nahi likh sakta
Khat to likh sakta hun taqdeer nahi likh sakta
Bhul jaana
Bhul jaana ke khata hogaie naadani mein
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein
Kaun Jaane Ke(Album Version) - Ashok Khosla LRC歌词
当前歌曲暂无LRC歌词
其他歌词