Mein Akela Chala Ja Raha(Album Version) - Ashok Khosla

歌手:Ashok Khosla · 专辑:Ta- Aruf · 发行:2005-01-01
歌曲信息
歌曲名:Mein Akela Chala Ja Raha(Album Version)
歌手:Ashok Khosla
所属专辑:Ta- Aruf
发行时间:2005-01-01
介绍:《Mein Akela Chala Ja Raha(Album Version) - Ashok Khosla》Ashok Khosla & Ashok Khosla演唱的歌曲,由未知作词、未知作曲。 如果你觉得好听,欢迎分享给朋友一起看看歌词,一起支持歌手!
Mein Akela Chala Ja Raha(Album Version) - Ashok Khosla 文本歌词
Mein Akela Chala Ja Raha (Album Version) - Ashok Khosla
Written by:Zafar Gorakhpuri/Kuldeep Singh
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Zindagi ke safar mein kisi mod par
Ek ghana ped bhi hain animat bahot
Zindagi ke safar mein kisi mod par
Ek ghana ped bhi hain animat bahot
Kal ye saya bhi shayad rahe na rahe
Kal ye saya bhi shayad rahe na rahe
Aaj to raat karle basar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Kuchh humein ghurure wafa tha bahot
Kuchh mukaddar ko bhi aisa manjoor thaa
Kuchh humein ghurure wafa tha bahot
Kuchh mukaddar ko bhi aisa manjoor thaa
Saath reh kar na unse mulakaat ki
Saath reh kar na unse mulakaat ki
Paas reh kar rahe umra bhar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile be sada raste be nisha
Log nashna ban ek ek makaa
Manzile be sada raste be nisha
Log nashna ban ek ek makaa
Aise aalam mein ab tere ghar ke shiva
Aise aalam mein ab tere ghar ke shiva
Aur jaaye to jaaye kidhar ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Manzile ajnabi reh guzar ajnabi
Ek khidaki khuli ek parda hata
Ek aawaz aayi theher ajnabi
Mein akela chala ja raha tha kahin
Mein akela chala ja raha tha kahin
Mein akela chala ja raha tha kahin
Mein Akela Chala Ja Raha(Album Version) - Ashok Khosla LRC歌词
当前歌曲暂无LRC歌词
其他歌词