Roobaroo - A.R. Rahman

歌手:A.R. Rahman · 专辑:Karma 6 - Featuring Earth Song · 发行:2008-11-24
歌曲信息
歌曲名:Roobaroo
歌手:A.R. Rahman
所属专辑:Karma 6 - Featuring Earth Song
发行时间:2008-11-24
介绍:《Roobaroo - A.R. Rahman》A.R. Rahman & A.R. Rahman演唱的歌曲,由未知作词、未知作曲。 如果你觉得好听,欢迎分享给朋友一起看看歌词,一起支持歌手!
Roobaroo - A.R. Rahman文本歌词
Roobaroo (From "Rang De Basanti") - Naresh Iyer
Aye saala
Abhi abhi huaa yaqeen ki aag hai mujh mein kahi
Hui subaah main chal gaya
Suraj ko main nigal gaya
Ruu-ba-ruu roshni
Ruu-ba-ruu roshni heyy
Jo gumshuda sa khwaab tha
Voh mil gaya voh khil gaya
Woh loha tha pighal gaya
Kichhaa kichhaa machal gaya
Sitaar mein badal gaya
Ruu-ba-ruu roshni
Ruu-ba-ruu roshni heyy
Dhuaan chhataa khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara
Dhuaan chhataa khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara
Aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
Ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri
Naamo nishaan rahe na rahe
Ye kaaravaan rahe na rahe
Ujaale mein pee gaya
Roshan huaa jee gaya
Kyon sehte rahe
Ruu-ba-ruu roshni
Ruu-ba-ruu roshni heyy
Dhuaan chhataa khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara
Ruu-ba-ruu roshni
Ruu-ba-ruu roshni heyy
Aye saala aye saala
Aye saala
Roobaroo - A.R. RahmanLRC歌词
当前歌曲暂无LRC歌词
其他歌词