Jab Uthta Hoon Maikhane Se(Album Version) - Harendra Khurana

歌手:Harendra Khurana · 专辑:Intezar · 发行:2006-09-19
歌曲信息
歌曲名:Jab Uthta Hoon Maikhane Se(Album Version)
歌手:Harendra Khurana
所属专辑:Intezar
发行时间:2006-09-19
介绍:《Jab Uthta Hoon Maikhane Se(Album Version) - Harendra Khurana》Harendra Khurana & Harendra Khurana演唱的歌曲,由未知作词、未知作曲。 如果你觉得好听,欢迎分享给朋友一起看看歌词,一起支持歌手!
Jab Uthta Hoon Maikhane Se(Album Version) - Harendra Khurana 文本歌词
Jab Uthta Hoon Maikhane Se (Album Version) - Harendra Khurana
Written by:Harendra Khurana
Jab uthta hoon maikhane se
Jab uthta hoon maikhane se
Dard hawaae deta hain
Seesha hath pakad leta hain
Jaam sadae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Koi to hain jo inn phoolo ko
Apni addae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Us mosam se puchho ye jo
Mast ghatae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Jaane iss kateel shole ko
Koan hawaae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Jab uthta hoon maikhane se
Dard hawaae deta hain
Seesha hath pakad leta hain
Jaam sadae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Jab Uthta Hoon Maikhane Se(Album Version) - Harendra Khurana LRC歌词
当前歌曲暂无LRC歌词
其他歌词